Android Mobile Ke Pattern Lock Ko Unlock Kaise Karte Hai in Hindi

Android Mobile Ke Pattern Lock Ko Unlock Kaise Karte Hai – Tips in Hindi

 

Dosto bahut se log apne Android Smart Phone me Pattern Lock ka istemal karte hai. kai bar aisa hota hai ki hum Pattern Lock kar ke bhul jate hain, aur kai bar Try karne se humara Phone Lock ho jata hai. aur Email, Password magne lagta hai. par Email aur Password dalne par bhi humara Phone Unlock nahin ho pata hai.
To aaj main apko bataunga ki Android Smart Phone ko kaise Unlock karte hai Hard Reset ki madat se.

Samsung Android Phone Ke Pattern Lock Ko Unlock Kaise Kare :~

 

 Step 1 
Sabse pahle apna Phone Switch off kar de. Fir Velume Up Key + Home Key aur Power On Key ek sath 15 second tak daba kar On kijiye.
 Step 2 
Ab ek Boot Menu khulega usme Factory Reset ko Select kariye. Select karne ke liye Velume Up aur Velume Down ka Istemal kijiye.Fir Home Botton ki sahayta se Faktory Reset me Ok kar dijiye.

Congratulation!! Apka Phone Reset ho gya aur Pattern Lock bhi hat gaya hoga.

Other Android Smart Phone Ke Pattern Lock Ko Unlock Kaise Kare :~

 Step 1   
Sabse pahle apna Phone Switch off kar de. Fir Velume Up Key aur Power On Key ek sath 15 second tak daba kar On kijiye.
 Step 2 
Ab ek Boot Menu khulega usme Factory Reset ko Select kariye. Select karne ke liye Velume Up aur Velume Down ka Istemal kijiye. Fir Power On Botton ki sahayta se Faktory Reset me Ok kar dijiye.

Apka Phone Reset ho jayega aur Pattern Lock bhi hat gayega.

Ummid hai ye Trick apke liye Helpful hoga. Aise hi aur Tricks janne ke liye Hindi Me Help By Ravi ko Like  jarur kare…Dhanywad!! Like Krne Ke Liye Yha Click Kre Click Hare

Previous
Next Post »

1 comments:

Click here for comments
Anonymous
admin
7 January 2016 at 00:52 ×

nice

Congrats bro Anonymous you got PERTAMAX...! hehehehe...
Reply
avatar
Thanks for your comment